Apple M6 macbook pro apple ki taraf se unveil kar diya gaya hai.
ye ek 14-inch ka MacBook pro hai M6 chip ke saath.
jahir see baat hai ki isme hamko M6 chip mil rahee hai, pahle M5 miltee thee.
चाहे आप एक बिजनेस प्रोफेशनल हों या एक स्टूडेंट या एक डिजाइनर आपके लिए ये एक वरदान है |
pahle hame 10 core wala cpu milta tha, ab 12 core wala milta hai. iske alawa pahle 10 core wala GPU tha, ab 12 core wala hai.
ab 16 GB base hai ram ke liye aur 32 GB top moel variant hai. Ram ke variant wahee rahenge 16, 24, 32 GB. pahle wi-fi 6 milta tha ab wifi7 hai.
ab bluetooth 6 hai.
agar aap 96 waat wala adapter use karte hain to 0 se 50 % tak sirf 30 minutes me charge ho jaaega.
aur do color hame milyenege.
क्या तुम्हें अपग्रेड करना चाहिए |
नहीं |
agar app M4 yaa M5 ke variants ka upyog kar rahe hain to nahi upgrade karna chahiye. but agar app M1 ya M2 chip ya upyog kar rahe hain to phir jaroor se shift ho. agar aap afford kar sakte hain to.
iske alawa touchscreen aur OLED wala aa raha hai, to uske oopar aap jaayen, ispe paise mat waste kren.
vaise mai kaafee dino se Ipad lene ke baare me soch raha hun.
halanki camera, microphone aur features kaafee upgrade hue hain.
Performance
agar Apple ki sune to 25% jyada AI performance milegi aur 30% jyada graphics milega. basically ek naya processor bump milega.
performance to apple devices ka pro hota hai hee. mazaa aayega aap ko inhe use karke.
Ek tagdee level kee performance kee umeed aap isse kar sakte hain.
isme AI capabilities hain aur iskee render performance kaafee jyada hai. lagbhag 17% jyada hai.
FEATURES
Siri AI ki madad se app kaafee personel cheezo ko khoj sakte ho, photos aur videos ke mahasaagar se.
iske alawa apple ka intelligence bhee kaafee kaam aayega| .
Settings me ek naya personalized Apple glass driver aaya hai.
3 thunderbolt 4 ke port diye gaye hain.
Coding aur LLM Prompt ke processing kaafee acchee hai.
Agar privacy features dekha jaaye to APPLE ke privacy features jabardast hote hee hain. isme Fast Charging hai aur durability bhee kaafee acchee hai.
GPU me neural accelerators aur neural core engine bhee hai jo AI capabilities ko kaafee enhance ka dete hain.
ये भी पढ़ें –
Jio Ke IPO se Kya-2 ho sakta hai? तकनीक की बदलती दुनिया | – HindimeTech